YAAD (ALBUM) movie

YAAD (ALBUM) movie - hum naa jaane lyrics

(Hum na jane pyar humko ho gaye kaise

dilagi mein is kadar dil kho gaye kaise)2

ke ab raat din tadap te hain hum

tumhe yaad kar ke o janam)2

jab jab tumhe dekhe sanam

ho jaye dil betab sa

in ankh mein chupke se kum

rakhde ke ha ek khab sa

yadein tumhare har gadi dil ko chalati hain

tanhaeyan aksar humein tadpa ke jaati hain

tumse ho kar juda ab jiye kaise hum

Hum na jane pyar humko ho gaye kaise

dilagi mein is kadar dil kho gaye kaise

ke ab raat din tadap te hain hum

tumhe yaad kar ke o janam

is pyar mein hum aj kal

dube rahein shaamo seher

dilki lagi kya kar gayi

humko nahin kutch be khabar

na hosh hai apna humein

na dil pe hai kabu

na jane humpe kardiya hai tumne kya jadoo

dil ye pagal hua aj apni kasam

Hum na jane pyar humko ho gaye kaise

dilagi mein is kadar dil kho gaye kaise

ke ab raat din tadap te hain hum

tumhe yaad kar ke o janam

Posted by: hussan

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments