WAJAHH A REASON TO KILL movie

WAJAHH A REASON TO KILL movie - Wada Yeh Kar Saathiya lyrics

Wada yeh kar saathiya

Wada yeh kar saathiya

Saathon janam saath ho

Sanam hum tum

Tum aur hum

Sanam hum tum

Wada yeh kar saathiya

Wada yeh kar saathiya

Saathon janam saath ho

Sanam hum tum

Tum aur hum

Sanam hum tum

Mujhko baahon mein tum bhar lo

Youn hi na raat dhal jaaye

Mujhko baahon mein tum bhar lo

Youn hi na raat dhal jaaye

Kahin ek pal mein mausam ka

Iraada na badal jaaye

Dil ne mujhe keh diya

Maine bhi yeh sun liya

Dil ne mujhe keh diya

Maine bhi yeh sun liya

Saathon janam saath ho

Sanam hum tum

Tum aur hum

Sanam hum tum

Wada raha saathiya

Wada raha saathiya

Saathon janam saath hain

Sanam hum tum

Tum aur hum

Sanam hum tum

Meri aagosh mein aa jaa

Mita de dooriyaan dilbar

Meri aagosh mein aa jaa

Mita de dooriyaan dilbar

Tum mujhse door jaaye to

To mujhe padta hai is dil pe

Tumko diya hai jiya

Tumko kaha hai piya

Tumko diya hai jiya

Tumko kaha hai piya

Saathon janam saath ho

Sanam hum tum

Tum aur hum

Sanam hum tum

Wada raha saathiya

Wada raha saathiya

Saathon janam saath hain

Sanam hum tum

Tum aur hum

Sanam hum tum

Posted By : Mastani Laila

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments