WAJAHH A REASON TO KILL movie

WAJAHH A REASON TO KILL movie - Agar Zindagi Se Mohabbat Karoge lyrics

(You know, you can’t fall in love

If you’re in love with your life)

Agar zindagi se mohabbat karoge

Mohabbat zindagi mein kar na sakoge

Agar dard-e-dil ki shikayat karoge

Mohabbat zindagi mein kar na sakoge

Ishq ke dard mein aaram hai

Ishq to rab ka dooja naam hai

Ishq ke dard mein aaram hai

Ishq to rab ka dooja naam hai

(Ishq ke dard mein aaram hai

Ishq to rab ka dooja naam hai

Koi hai kehta qayamat hai ishq

Koi hai kehta ibaadat hai ishq)

Agar dard-o-gham mein shifayat karoge

Mohabbat zindagi mein kar na sakoge

Ishq mein khwaab aaye aane do

Ishq mein jaan jaaye jaane do

Gham ke sailaab se darna nahin

Laab toofaano se takranein do

(Aate hain yeh khwaab aane bhi do

Jaati hai yeh jaan jaane bhi do

Sailaab aayi jo utha kabhi

Chaahat ke toofaan se takraane do)

Agar saahilon ki chaahat karoge

Mohabbat zindagi mein kar na sakoge

Agar zindagi se mohabbat karoge

Mohabbat zindagi mein kar na sakoge

Posted By : Mastani Laila

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments