UDIT NARAYAN

UDIT NARAYAN - Bam Akad Bam Ke lyrics

aye mera sar hai tabala nahi jara halke halke ha

bum akar bum ke main champi karu jamke to band akal sabki khool jaye - 2

tan ki thakan main door karu mann mein nayi umang bharu

bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye

duniya hai kya circus naya kuchh bhi nahi jokar hai hum - 2

tum jo bolo woh karke dikhau ungali pe saare jag ko nachau

keh rahe hai zamin aasaman aisa pariwar hoga kaha

isa ghar pe mera sab kuchh nisaar hai

bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2

maalik ho tum sevak hoon main is baat ka mujhako hai gum - 2

dil behlata rahu aise gaake khidmat karta rahu sar jhukake

maa ne di hai mujhe zindagi gaane se mujhako shoharat mili

gaanv mere giton ka sansar hai

bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2

tan ki thakan main door karu man mein nayi umang bharu

bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments