Ja Ri Behna
Your rating:
Female: Baap ka ghar kya Bhai ka ghar kya aaj samjh ko sabko aajaan ladki jis ghar mein palti hai us ghar hoti hai mehmaan Male: (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Ladki ka jab bachpan jaaye meka saath hi jaaye usske jeevan saathi ka ghar usska ghar keh laaye (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Female: ladki ke jeevan mein jis din yeh shub abkar aaye saans baane woh maa usski aur sasur pita keh laaye Male: (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Ja ri behnaa ja tujhko yeh nabji banra saaye tere aangana naachni naache durga deep jalaaye (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Posted By : Aksha
Share your thoughts
No comments here yet... Be the first to give your opinion!