SUNIDHI CHAUHAN

SUNIDHI CHAUHAN - Mashooqa Mashooqa Main Teri lyrics

Dilbar humse zara nazrein mila

Jalwa dikha koi jadoo chala

Jadoo chala ke mere dil ko chura

Dil ko chura ke mujhe apna bana

Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Teri nazar ka jadoo chala hai

Nigahon mein meri nasha hi nasha hai

Teri nazar ka jadoo chala hai

Nigahon mein meri nasha hi nasha hai

Tu hi bata de mujhe kya huwa hai

Na mujhko pata hai na dil ko pata hai

Husn mera keh raha hai

Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Sab ke dilon mein meri tamanna

Aayi hai mujh par aisi jawaani

Sab ke dilon mein meri tamanna

Aayi hai mujh par aisi jawaani

Baahon mein bhar ke mujhe choom le tu

Main hoon deewane teri deewani

Jaan meri paas aaja

Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Dilbar humse zara nazrein mila

Jalwa dikha koi jadoo chala

Jadoo chala ke mere dil ko chura

Dil ko chura ke mujhe apna bana

Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments