O Behna O Behna
Your rating:
(O behna O behna O behna O behna O mere jijaaji ka kya kehna Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina O behna) - 2 (Kya surat hai) - 2 hay alla jo dekhe kahe subhan alla Kya surat hai hay alla jo dekhe kahe subhan alla Jaise chand sitaaron mein wo ek hazaaron mein valla Huwa kya jo rang kala hain tede hai thode se naina O behna O behna O behna O mere jijaaji ka kya kehna Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina O behna Kaan jarase lambe hain kad thoda sa chhota hain - 2 Khaate pite ghar ka hain is liye jarasa mota hai baaki sab kuchh thik thak hain tu dhoke mein mat rehana O behna O behna O behna O mere jijaaji ka kya kehna Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina O behna (Maana naya jamaana hain - 2 ye sample jara puraana hai) - 2 Lekin shakl se lagata hai ye sachmuch tera deewaana hai Pant kisi ki pehani nai aur coat kisika hai pehana (O behna O behna O behna O mere jijaaji ka kya kehna Rab ne aisi jodi banaayi jaise tota aur maina O behna) - 2
Share your thoughts
No comments here yet... Be the first to give your opinion!