Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan
Your rating:
haaye re insaan ki majbooriyaan-2 paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan haaye re insaan ki kuchh andhere men nazar aata nahin koi taara raah dikhalaata nahin jaane ummidon ki manzil hai kahaan-2 haaye re insaan ki shamma ke anjaam ki kis ko khabar khatm hogi yaa jalegi raat bhar jaane ye shola banegi ya dhuaan-2 haaye re insaan ki Posted by: p u r n i m a
Share your thoughts
No comments here yet... Be the first to give your opinion!