MUKESH, SUMAN

MUKESH, SUMAN - Ja Ja Ja Chhod De O Chhaliya Meri Gori Kalayiyaan lyrics

ja ja ja chhod de o chhaliya meri gori kalayiyaan

phir na kabhi paas tere aayuungi saiyaan chhod kalayiyaan

a aa a jhuum rahi laharon mein man ki talaiya

dole re teri-meri prit ki naiya - 2

ja ja ja

main to bholi-bhaali naar tum chatur piya

baaton-baaton mein hi mohe bas mein kar liya

aisi bholi hai piya ko maat kar diya

meri kaali raat ko prabhaat kar diya

teri ik nazar ne aisa vaar kar diya

dari re main mari re main haay sharama gayi main

ja ja ja

raadhika main gori shyaam tu saanvala

tere mere rang ka hai kya muqaabala

saanvali ghata se puuchho shyaam ki kala

nainon mein kajarava kitana lag raha bhala

hamako na chhuo ji mithe bol bol ke

dari re main mari re main haay sharama gayi main

ja ja ja

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments