MOHAMMAD RAFI

MOHAMMAD RAFI - Woh Woh Na Raje lyrics

woh woh na rahe jinake liye ham the beqaraar

ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar

woh woh na rahe

hona tha jo hua jo hua kya bura hua

hona tha jo hua jo hua kya bura hua kya bura hua

achha hi hua toot gaya jhootha aitbaar

ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar

woh woh na rahe

ik phool tootane se to ujada nahi chaman

ik phool tootane se to ujada nahi chaman ujada nahi chaman

hain aur bhi gulshan mein haseen phool beshumaar

ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar

woh woh na rahe

naakamyaab ishq se hi zindagi mili

naakamyaab ishq se hi zindagi mili zindagi mili

hai zindagi to aur milenge hazaar yaar

ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar

woh woh na rahe jinke liye ham the beqaraar

ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar

woh woh na rahe

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments