MOHAMMAD RAFI

MOHAMMAD RAFI - Janam Janam Kaa Saath Hai lyrics

janam janam ka saath hai nibhaane ko

sau sau baar maine janam liye) (3)

(pyaar amar hai duniya mein, pyaar kabhi nahin marta hai) (2)

maut badan ko aati hai, ruh ka jalva rehta hai

janam janam ka saath hai nibhaane ko

sau sau baar maine janam liye

(oh shehzaadi sapnon ki, itni tu hairaan na ho) (2)

main bhi tera sapna hoon, jaan mujhe anjaan na ho

janam janam ka saath hai nibhaane ko

sau sau baar maine janam liye

(tu manzil main raahi hoon, ek din tujhko paaunga) (2)

kaun mujhe ab rokega, har dum yoon hi aaunga

(janam janam ka saath hai nibhaane ko

sau sau baar maine janam liye) (2)

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments