MAHTAB (ALBUM) movie

MAHTAB (ALBUM) movie - Kaab Bikhare Hain Suhaane Kya Kya lyrics

kaab bikhare hain suhaane kya kya

lut gaye apane kazaane kya kya

mud ke dekha hi tha maazi ki taraf

aa mile yaar puraane kya kya

aaj dekhi hai jo tasvir teri

yaad aaya hai na jaane kya kya

sirf ik tark-e-taalluq ke liye

tuune dhuundhe hain bahaane kya kya

raat sahara ki rida par ' mohasin'

harf likkhe the hawa ne kya kya

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments