LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Piya Main Toh Hui lyrics

piya main toh hui baanwri - 2

aankhiyaan tori hain jaadubhari

piya main toh hui baanwri - 2

main toh hui re baanwri hui re - 2

more naram karejwa mein chubh gayi sui re

haai hui re baanwri hui re

bhaai mann ko surat teri saawri re saawri

main toh hui baanwri baanwri baanwri baanwri

piya main toh hui baanwri - 2

(dil ki lagi mori jaane na tumne

tadpe re mora jiya) - 2

(laaj ki maari main kutch na boli

aankhon ne sab keh diya) - 2

teri bholi adaa pe piya main mari re main mari

main toh hui baanwri baanwri baanwri baanwri

piya main toh hui baanwri - 2

rutt aayi re pyar ki aayi re - 2

chahu or jawani chhayi re chhayi re

rutt aayi re pyar ki aayi re

more mann mein bahe hai mithhi baansuri re baansuri

main toh hui baanwri baanwri baanwri baanwri

piya main toh hui baanwri - 2

aankhiyaan tori hain jaadubhari

piya main toh hui baanwri - 2

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments