LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Man Saunp Diya Anjaane Mein lyrics

man saunp diya anjaane mein -3

anjaane mein, anjaane mein - 2

nainon ne daras ras kiya paan

kar diya palak mein hriday daan - 2

ek jhalak mein baandhe nainon se praan - 2

kitana sukh hai bandh jaane mein - 2

man saunp diya

aankhon ko kya ho gaya aaj

hai path mein ataki bina kaaj - 2

pag pag par inako baraje laaj - 2

ye aati nahin bahalaane mein - 2

man saunp diya

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments