LATA MANGESHKAR

LATA MANGESHKAR - Lal Chudhiyan lyrics

lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2

chalke nange paanv aaun tere dwaar daatiye mujh daasi ka

maiyya

mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka

aaja aaja bholi maiyya tujhsa aur na koi khewaiyya - 2

kar de kar de meri naiyya ?? se paar daatiye mujh daasi ka

maiyya

mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka

lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2

hui galtiyaan jo mujhse maaf kar de

chola gunehgaar ka yeh saaf kar de

hui galtiyaan jo mujhse maaf kar de

chola gunehgaar ka yeh saaf kar de

meri bhoole bisraake reham thoda bahut khake - 2

paas charnon ke bithake de de pyar daatiye mujh daasi ka

mniyya

mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka

lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2

tere maan bhandaaron mein na aayegi kami

mujhko bhi jyot ki maan de de roshni

tere maan bhandaaron mein na aayegi kami

mujhko bhi jyot ki maan de de roshni

tune sabki laaj bachaai jisne yaad kiya tu aayi - 2

itni der kyon lagaayi meri baar datiye mujh daasi ka

maiyya

mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka

lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2

chalke nange paanv aaun tere dwaar datiye mujh daasi ka

maiyya

iss daasi ka bhi karde beda paar datiye mujh daasi ka - 2

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments