KUNAL GANJAWALA, SUNIDHI CHAUHAN

KUNAL GANJAWALA, SUNIDHI CHAUHAN - Yun Hota Toh Kya Hota lyrics

ho ho o ho ho ho

ho ho o ho ho

ho ho ho ho ho ho

ho ho ho ho ho ho

ehsaas mein duba duba aawarapan

paagal paagal hai jism-o-jaan jism-o-jaan jism-o-jaan

betaabiyaan kahe yahi nazar ne kiya

duri jo na hoti darmiyaan darmiyaan darmiyaan

yun hota toh kya hota - 3

maine tumhe chaha badi armaan se

tumhe dekha har pal pyar se pyar se pyar se

mere hamnawa maine tumhen dil de diya

kabhi tum bhi kehte yaar se yaar se yaar se

yun hota toh kya hota - 3

yaad aa gaye ek ek woh saare pal

jinhen hamne guzara saath mein saath mein saath mein

dobara ho yahaan agar milte nahi

chubhti aaahen jasbaat mein raat mein raat mein raat mein

yun hota toh kya hota - 4

hota nahi mere tan mann tera intezaar

kat ti nahi tanha zindagi zindagi zindagi

tum saamne mere agar rahte sadaa

na hoti jahaan ki bebasi bebasi bebasi

yun hota toh kya hota - 4

toofan sa abhi yahaan jo aaya tha

barbaadi ka jo saaya tha saaya tha saaya tha

uss mauj mein ham bhe beh jaate toh

farmaan jo maut ka laaya tha laaya tha laaya tha

yun hota toh kya hota - 4

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments