Kishore Kumar - Phir Koi Bana Mughale Aazam lyrics
phir koi bana mughale aazam
phir kaid hui anarkali
par aaj salim jukega nahin
dekhegi tamasha sari gal
mohobat ke dushman zara hosh mein aa-3
bujaye buje na mohabat ke shole -2
e zalim agar tu samundar bhi le aa
mohabat ke dushman zara hosh mein aa-2
mohobat ko koi tizarat samaj ke
ya pathar ki koi imarat samaj ke
yeh na soch-2 baazar mein bech dega
yeh sauda bahoot tujko mahenga padega
jo bik jaye vo hoshe mohobat nahin-2
jo bik jaye vo hoshe mohobat nahin
mohobat hai ibbadat mohobat hai puja
mohobat ke dushman zara hosh mein aa
sitam eshe pahele bhi to ho chuke hain
diwane magar kis ke aage juke hain
dilo pe na teri hukumat chalegi
mohobat yeh zanziroon mein na bandhegi
fatah kar sake jo mohobat ki duniya
agar kahin ho to voh sikander bhi le aa
yeh joshe janoon jab bagawat pe aaye
kate to kate sar juke na jukaye
sitamgar hain aaya bura wakt tera
diwana ulat dega yeh takht tera
jo sar kat de dil ke joshe junoon ka -2
agar mil sake to vo khanzar bhi le aa
mohabat ke dushman zara hosh mein aa
bujaye buje na mohobat ke shole
Posted By : Thaker Piyush