Kishore Kumar

Kishore Kumar - Jaan-e-man Jaaneman lyrics

Hmm jaan-e-man jaan-e-man

Jaan-e-man jaan-e-man

Hm hm hm, hm hm hm

Jaan-e-man jaan-e-man

Jaan-e-man kisi ka naam nahin

Phir bhi yeh naam honthon pe na ho

Aisi koi subah nahin, shaam nahin

Jaan-e-man jaan-e-man -2

[ Mainne sifr khayaalon se, khwaabon ki sej sajaayi hai

Dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai ] 2

Tasveeron pe marta hoon, waqt guzaara karta hoon

Main mehboob ki galiyon ka, koi aashiq badnaam nahin

Jaan-e-man jaan-e-man -2

Kal ki baat khuda jaane par aaj talaq woh baat nahin -2

Dil par baadal chaaye hain par aankhon mein barsaat nahin

Aisa main deewana hoon, aisa main mastaana hoon

Pyaas to hai in honthon par, lekin haathon mein jaam nahin

Jaan-e-man jaan-e-man -2

Jaan-e-man kisi ka naam nahin

Phir bhi yeh naam honthon pe na ho

Aisi koi subah nahin, shaam nahin

Jaan-e-man jaan-e-man -2

Hm hm hm, hm hm hm -2

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments