KAARTOOS movie

KAARTOOS movie - Jaan-E-Jaan Tu Hai Kahaan lyrics

Song By NUSRAT FATEH ALI KHAN, UDIT NARAYAN

jaan-e-jaan tu hai kahaan

khvaabon mein tu aankhon mein tu dhadakan mein tu saanson mein tu

tu sapana hai ya koyi saaya tujhe maine dil mein basaaya

teri yaad aayi teri yaad aa a aa aa

koyi mile jo hans ke kisi se dekha karuun main aansu piye

jahaan gaya main tera divaana teri tamannaayein liye

laut ke sab aa gaye tu hi na aaya sanam

teri yaad aayi

sar pe dahakate suuraj ka gola

dil pe hai phir bhi chhaanv teri

sochuun akele sar ko jhukaaye aayegi kis din jaan meri

laut ke sab aa gaye tu hi na aaya sanam

teri yaad aayi

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments