HEMANT, ASHA BHOSLE

HEMANT, ASHA BHOSLE - Ye Hansata Huwa Kaaravaan Zindagi Ka Na Puuchho Chala Hai Kidhar lyrics

ye hansata huwa kaaravaan zindagi ka na puuchho chala hai kidhar

tamanna hai ye saath chalate rahein, ham na bite kabhi ye safar

haan?

vaah! vaah!

hmmm hmm hmm hmm....hmmm..hmm...

zamin se sitaaron ki duniya mein jaayein

haan haan?!

vahaan bhi yahi git ulfat ke gaayein

achchhaa?

zamin se sitaaron ki duniya mein jaayein

vahaan bhi yahi git ulfat ke gaayein

muhabbat ki duniya ho gam se begaana

rahe na kisi ka bhi dar

aji dar kaisa

ye hansata huwa kaaravaan zindagi ka na puuchho chala hai kidhar

tamanna hai ye saath chalate rahein, ham na bite kabhi ye safar

chaliye

hmmhmm...hmmhmm hmmm..

aha ha ha...aa

bahaaron ke din ho javaan ho nazaare

aha ha ha !

hasin chaandani ho nadi ke kinare

kya baat hai?

bahaaron ke din ho javaan ho nazaare

hasin chaandani ho nadi ke kinare

na aaye jahaan bhuul kar bad_nasibi

banaaye vahin apana ghar

na na na...!

ye hansata huwa kaaravaan zindagi ka na puuchho chala hai kidhar

tamanna hai ye saath chalate rahein, ham na bite kabhi ye safar

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments