Atif Aslam

Atif Aslam - Tere Bin lyrics

....Tere Bin.... (By Atif Aslam)

Tere bin mein yu kaisay jiya .... kaisay jiya, tere bin

Tere bin mein yu kaisay jiya .... kaisay jiya, tere bin

le ker yaadein teri, raatein meri katein

le ker yaadein teri, raatein meri katein

mujhse baatein teri, kerti hai chandni

tanha hai tujh bin raatein meri

din mere din k jaisay nahi

tanha badan, tanha hai ru, num meri aankhein rahein

aaja meray, ab ru-buru, jeena nahi bin tere

tere bin mai yu kaisa jiya .... kaisa jiya teray bin

kabse aankhein meri, rah mai tere bichein

kabse aankhein meri, rah mai tere bichein

bhoolay se hi kabhi, tu mil jaye kahein

bholay naaaaa mujhse baatein teri

bheegi hainnn her pal aankh meri

kyon saans lou, kioon mein jiyou, jeena bura sa lagay

kion ho gaya, tu bewafa, mujhko bata de wajay

tere bin mai yu kaisay jiya .... kaisay jiya tere bin

tere bin mai yu kaisay jiya .... kaisay jiya tere bin

tere bin mai yu kaisay jiya .... kaisay jiya tere bin

tere bin mai yu kaisay jiya .... kaisay jiya tere bin

teray bin, teray bin, teray binnnnnnnnnn

teray bin, teray bin, teray binnnnnnnnnn .... Kaisay Jiya

From Your Friend :)

God Bless You

Thanks to Vidit Lakhotia for correcting these lyrics

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments