Ataque 77

Ataque 77 - Amigo lyrics

duniya ne chhedi kahaaniyaan - 2

duniya ne chhedi kahaaniyaan - 2

duniya ne chhedi rasili kahaaniyaan

sun-sun jaagin javaaniyaan

naye tir chadhaane lage ab kamaan par

nayi baatein aane lagin ab zubaan par

naya rang ubhara

naya ruup jaaga naya rang ubhara

naya ruup jaaga

(qayaamat ki) - 2 hain ye nishaaniyaan

duniya ne chhedi

naye phuul khilane lage ab jahaan mein

naye chaand-taare bane aasamaan mein

naya josh man mein

nayi shaan tan par naya josh man mein

nayi shaan tan par

(nayi hain) - 2 lahu mein ravaaniyaan

duniya ne chhedi

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments