ASHA BHOSLE

ASHA BHOSLE - Teri Meri Yaari Badi Puraani lyrics

teri meri

ha meri teri

teri meri yaari badi puraani

tuune mujhe pahachaana

main huun wahi teri diwaani

ho ho jaani jaani jaani

ho jaani

teri meri, ha meri teri

teri meri yaari badi puraani

aankhon ne dekha dil machal gae

uf ham donon kitane badal gaye

kitane mausam aaye nikal gae

uf ham donon kitane badal gae

tuune mujhe pahachaana

main huun wahi bhuuli kahaani

ho ho jaani jaani jaani

ho jaani

teri meri, ha meri teri

teri meri yaari badi puraani

suurat wo lekin wo nazar nahin

donon pe kya guzari kabar nahin

koyi shikwa kar lo magar nahin

donon pe kya guzari kabar nahin

tuune mujhe pahachaana

main huun wahi sapanon ki raani

ho ho jaani jaani jaani

ho jaani

teri meri, meri teri

teri meri yaari badi puraani

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments