Anandmurti Gurumaa

Anandmurti Gurumaa - Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya lyrics

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya

Deewana kar diya, mastana kar diya

Hamne jo apna mana tha, begana kar diya

Janmo ke dehadhyas ki jo dhuni samaayi thi

Mamta mita saroop mein, mastana kar diya

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya

Deewana kar diya, mastana kar diya

Hamne jo apna mana tha, begana kar diya

Aisa diya updesh ki tum nij aanand ho

Har taal mein 'soham' ka taraana bhar diya

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya

Deewana kar diya, mastana kar diya

Hamne jo apna mana tha, begana kar diya

Jakde the ham jagat mein moh ki zanjiron se

Shamma jalaa ke dil mera, parwaana kar diya

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya

Deewana kar diya, mastana kar diya

Hamne jo apna mana tha, begana kar diya

Thanks to Ashish

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments