ABHIJEET

ABHIJEET - Main Rahoon Na Rahoon lyrics

main rahoon na rahoon meri aawaaz

main rahoon na rahoon meri aawaaz

tum gunjati har jagah har kadam paaogi

main milu na milu mere geeton ko tum

zindagi ki tarah har kadam paaoge - 2

main tha jahaan hoon main waheen

beeta huan kal main nahi

main tha jahaan hoon main waheen

beeta huan kal main nahi

har mod pe har raah mein har dard mein

har aaha mein

gungunaunga main muskuraaunga main

dil ki aabo hawa mein yaad aaunga main

yaad aaunga main

kuchh kahu na kahu mere geeton ko tum

roshani ki tarah har taraf paaoge - 2

main aaj hoon main kal bhi hoon

sadiyaan hoon main main pal bhi hoon

main aaj hoon main kal bhi hoon

sadiyaan hoon main main pal bhi hoon

har rang mein har roop mein

har chaanv mein har roop mein

jhilmilaaunga main jagmagaaunga main

mausamon ki adaa mein yaad aaunga main

yaad aaunga main

main dikhu naa dikhu

mere andaaz tum waqt hi ki tarah

har taraf paaoge

main rahoon na rahoon meri aawaaz tum

gunjati har jagah har kadam paaoge - 3

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments