ABHIJEET

ABHIJEET - Jise Maine Maanga lyrics

jise maine maanga mujhe na woh mila

mujhko jisne chaha main uska na huaan

ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi

kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

jise maine maanga mujhe na woh mila

mujhko jisne chaha main uska na huaan

ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi

kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

na yeh pal hai hamara kabhi na tha yeh hamara

kahaa pal ruka hain yeh chalta hi raha hain

magar yeh pyar phir bhi khatam na hoga kabhi bhi

nahi woh mila hain toh phir kaisa gila hain

magar dil ki dhadkan khaamosh bankar

use yaad karti har lamaha har ghadi

jise maine maanga mujhe na woh mila

mujhko jisne chaha main uska na huaan

ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi

kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

ke jab jab chaandani ko mera dil hai tarasta

tabhi bebaat baadal kyun aake hai barasta

magar aankhon ka aansu bina baadal hai chhalakta

sisakta machalta na kisiki hai sunta

zamane se chhup kar jo palken hamesha

tera khwaab rakhti har lamha har ghadi

jise maine maanga mujhe na woh mila

mujhko jisne chaha main uska na huaan

ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi

kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments