AANDOLAN movie

AANDOLAN movie - Mujhe To Hone Laga Hai lyrics

Song By KUMAR SANU, UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

mujhe to hone laga hai pyaar mere yaar o mere yaar - 2

na jaane dil kyuun hai beqaraar mere yaar o mere yaar - 2

hamaari manzilein juda juda milenge kab kahaan kise pata

ho hamaari manzilein

rahega dil ko intazaar mere yaar o mere yaar - 2

mujhe to hone laga hai

(beqaraar hoke kya karugi

ro ke yaad teri mujhako jab sataayegi

main na ji sakunga aansu na pi sakunga

dosti mujhe bahut rulaayegi) - 2

lab pe rahegi milan ki duva ho ho ho

na hoga khud pe iktiyaar mere yaar o mere yaar

mujhe to hone laga hai

(kya hasin umr thi na koyi fiqr thi

kat rahi thi muskara ke zindagi

kya javaan safar tha na kisi ka dar tha

dard tha na koyi na koyi beqasi) - 2

jine ka ham le rahe hain maza ho ho ho

kushi mili hai beshumaar mere yaar o mere yaar

mujhe to hone laga hai

Get this song at:  amazon.com sheetmusicplus.com

Share your thoughts

Comments